- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
Mawa gulab jamun recipe in hindi | मावा गुलाब जामुन रेसिपी
Gulab jamun dudh (milk) se bani hui dish hai jise india me log kisi khash festival me ya kisi special time par banayi jati hai gulab jamun ek bhot hi assan or jhldi banne wali sweet dish (mithai) ke roop me bnaya jata hai
Samgree :
- Mava - 250 gm
- Maida/ wheat flour - 1/2 cup
- Milk - 1/2cup
- Shakker - 1 cup
- Pani -1 cup
- Ilaychi powder - 1/2 teaspoon
- Oil - 4 tablespoon
- Dry fruit garnish ke liye
Mawa gulab jamun recipe in hindi
Bannane ki Vidhi :
mawa gulab jamun banane kr liye hume Sabse phle mawa ko bowl me le or phir usme maida dale or usme shakker ke dane ek chutki dale phir use dudh se mix kre
( jitana dudh aavashyak ho utna hi dale) or use soft hone tk mix kre phir halke hatho se gol chote chote gole bnaye .
Phir ek pan me oil ko low flame pr garm hone rkhe, oil hlka gram hone de or gole ko oil
me deep fry kre halke brown hone pr nikal le.
Chasni vidhi -
Phir chasni banane ke liye ek pan me pani dale phir usme shakkar dale or use hlka
garam hone de uske bad usme ilaychi powder dale or use boil kre jb tk ki ek tar si na bne jaise hi ek tar chasni taiyar ho jaye gas band kr de.
Phir garm chasni me gole dale or 2 se 3 min tk rkhe or ek bowl me nikal le
Garnishing -
Gulabjamun ko dry fruit se garnish kre.
mawa gulab jamun Is Post me aap padh rhe hai mawa gulab jamun banane ki recipe jo ki bhot hi asan or jhatpat banne wali dish hai , is vidi ko ek baar jarur try kre Also Read 2. 3. |
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें
if u have any doubts, please let me know