- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
Rasmalai Recipe In Hindi | रसमलाई रेसिपी
Samgree -
- Dudh - 3 liter ( fatty milk)
- Shakkar - 3 katori
- Custard powder - 2 teaspoon
- Dry fruits garnishing ke liye
- Pani - 1 glass
- Lemon juice - 1/2 katori
Rasmalai Recipe In Hindi | रसमलाई रेसिपी
Rasmalai Banane ki Vidhi -
Sabse phle hum dudh ko do bowl me nikal lenge.ek bowl me 2liter dudh nikale or dusre me 1 liter dudh ko nikale.
Ab hum 2 liter dudh ko ek pan me lenge or ise boil krege. Jb ye achhi trh boil ho jye to gas band krege or garm dudh me lemon juice ko dal denge. Thodi der ke liye ise rhne denge.
Jb dudh ft jye to ise ek cotton ke kapde ki sahayata se chan lenge or jo cream h use achi trh kapde me tightly bandh denge jisse uska extra pani nikl jye .thodi der ke liye kpde ko latka denge.
Phir us cream ko bowl me nikalege or use achi trh mix krege soft hone tk or phir uske gol gole bnaye or gole ko hatheli ki shayta se chpta krenge .. isi trh sbi gole taiyar kre.
Uske bad ek pan me 1galss pani dale. Or usme 1 1/2katori shakker dale or suger syrup (1 tar) bnaye .or usme cream ke golo ko dale. Or use 10 min tk boil hone de.or phir use syrup se bhar ek boil me nikal le.
Phir ek liter dudh ko dusre pan me dale or isme se 2 spoon dudh ek cup me nikal le . phir pan me half katori shakker dale or ise boil kre jb tk ghada ( half) ho jye.
Cup ke dudh me custurd powder dale use achi trh mix kre. Or jb pan ka dudh gadha ho jye to isme mix custed powder dhire dhire dale or spoon chlaye . Jisse usme lumps n bne Gas band kre.. phir dudh ko thanda kre .
Phir dudh ko ek boil me nikale usme ras gole dale or use dry fruit se garnish kre . or freeze me thanda hone ke liye rkhe.
Thanda hone bad use serve kre.
Hello frnds aaj ki recipe me rasmalai banane ki recipe sikhi hai is swadisht sweet dish ko aap bhi jarur banye
Note - fate huye dudh ke extra pani ko aata guthne me use kiya ja skta h jisse aata soft ho.
Custurd powder ki jgh kesar bi istemal kr sakte h.
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें
if u have any doubts, please let me know